Hil Hul Pari Ka Amal

Hil Hul Pari Ka Amal


Har insan hil hul pari ki sadhna karna chahta hai. Pariyon ki kism bahut saari hoti hai. Jaise marjeena pari, lal pari, jamila pari, shah pari aur inme se hi ek hil hul pari hai. Aaj hum apko hil hul pari ka amal | हिल हुल परी का अमल batayege. Yeh amal bahut hi shandar amal hai. Is amal ke zariye aap hil hul pari ki taskheer kar sakte hai. Amal bahut hi asan hai. Asan amal ka yeh matlab nhi hai, ki isme koi khatra nhi hai. Isme khatra to hai, lekin aap akalmandi aur hoshiyari se kaam le. To aap hil hul pari ko paa sakte hai.

हर इंसान हिल हुल परी की साधना करना चाहता है. परियों की किस्म बहुत सारी होती है. जैसे मरजीना परी, लाल परी, जमीला पारी, शाह परी और इनमे से ही एक हिल हुल पारी है. आज हम आपको हिल हुल पारी का अमल बतायेगे. यह अमल बहुत ही शानदार अमल है. इस अमल के ज़रिये आप हिल हुल पारी की तस्खीर कर सकते है. अमल बहुत ही आसान है. आसान अमल का यह मतलब नहीं है, की इसमें कोई खतरा नहीं है. इसमें खतरा तो है, लेकिन आप अकलमंदी और होशियारी से काम ले. तो आप हिल हुल पारी को पा सकते है.

Duniya me bahut kam log hote hai, jo hil hul pari ke bare me jante hai. Is amal ko koi bhi sadhak kar sakta hai, Chahe wo naya ho ya purana. Jis sadhak me rohyaniyat jyada hogi. Usko ek din me hi hil hul dikh jayegi. Baki jaise amal hai, waise hi hil hul pari ka amal hai. Hil hul pari 3 qabile ki sardar hoti hai. Amal ko aap kisi bhi din shuru kar sakte hai. Parhez isme lazmi hai. Is amal me aap koi bhi ghos, anda nhi kha sakte hai. Aisi wo cheez jise khane ke baad apke muh se badboo aaye. Amal 21 din ka hai. Lekin amal 21 din se pahle bhi kamyab ho sakta hai. Yeh pari ke upar hai ki wo kitni jaldi apse mulaqat karti hai.

दुनिया में बहुत कम लोग होते है, जो हिल हुल पारी के बारे में जानते है. इस अमल को कोई भी साधक कर सकता है, चाहे वो नया हो या पुराना. जिस साधक में रोहयानियत ज्यादा होगी. उसको एक दिन में ही हिल हुल दिख जाएगी. बाकि जैसे अमल है, वैसे ही हिल हुल पारी का अमल है. हिल हुल पारी 3 क़ाबिले की सरदार होती है. अमल को आप किसी भी दिन शुरू कर सकते है. परहेज़ इसमें लाज़मी है. इस अमल में आप कोई भी घोस, अंडा नही खा सकते है. ऐसी वो चीज़ जिसे खाने के बाद आपके मुंह से बदबू आये. अमल 21 दिन का है. लेकिन अमल 21 दिन से पहले भी कामयाब हो सकता है. यह पारी के ऊपर है की वो कितनी जल्दी आपसे मुलाक़ात करती है.

Hil Hul Pari Ko Kabu Me Karne Ka Amal

Hil Hul Pari Ka Amal Agar aap hil hul pari se dosti karna chahte hai, to aaj hi yeh amal istemal kare. Bachhe is amal se hamesha doori bana kar rakhe. Yeh pari apke sab kaam ko kar sakti hai. Hil hul pari ki ek khas baat hai. Yeh amal karne walo ko kabhi nhi darati hai. Yeh pari sirf payal ki awaz karti hai. Uske baad wo amil ko ek dam se dikhai dena shuru hoti hai. Apko sirf apne man ke upar control rakhna hai. Hil hul pari se aap apni sabhi samsya ka samadhan karwa sakte hai. Amal kuch is tarah se hai.

अगर आप हिल हुल पारी से दोस्ती करना चाहते है, तो आज ही यह अमल इस्तेमाल करे.बच्चे इस अमल से हमेशा दूरी बना कर रखे. हिल हुल पारी की एक खास बात है. यह पारी आपके सब काम को कर सकती है. यह अमल करने वालो को कभी नही डरती है. यह पारी सिर्फ पायल की आवाज़ करती है. उसके बाद वो आमिल को एक दम से दिखाई देना शुरू होती है. आपको सिर्फ अपने मन के ऊपर कंट्रोल रखना है. हिल हुल पारी से आप अपनी सभी समस्या का समाधान करवा सकते है. अमल कुछ इस तरह से है-

Ghar ke najdeek koi aak ka podha dund lena hai.

  • Is amal me apko ek naye lote ki jarurat padegi. to aap ek naya lota lijiye.
  • Isha ki namaz ke baad apne lote ko pani se bar ke, aak ke podhe ki taraf jana hai. Dhyan rahe ki piche se apko koi awaz na mare.
  • Aak ke podhe ke saya hota hai, uski dusri taraf apko baitna hai. waha bait kar apko chhota peshab karna hai.
  • Chhota peshab karne ke baad lote wale pani se do lena hai. Jo adha pani bache wo aak ke podhe ke upar dal dena hai.
  • Uske baad podhe ke samne muh karke 3 baar apko hil hul, hil hul, hil hul kahna hai.
  • Yeh sab karne ke baad bina kisi se baat kiye, aur bina piche mude huye apko ghar aa jana hai.
  • Amal khatam hone ke 3 ya 4 din baad apko pari ke aane ka ahsas ka ahsaas hone lag jayega.

घर के नजदीक कोई आक का पौधा ढूंढ लेना है. इस अमल में आपको एक नए लोटे की जरुरत पड़ेगी. तो आप एक नया लोटा लीजिये. ईशा की नमाज़ के बाद अपने लोटे को पानी से बार के, आक के पौधे की तरफ जाना है. ध्यान रहे कि पीछे से आपको कोई आवाज़ न मरे. आक के पौधे के साया होता है, उसकी दूसरी तरफ आपको बैठना है. वह बैठ कर आपको छोटा पेशाब करना है. छोटा पेशाब करने के बाद लोटे वाले पानी से दो लेना है. जो आधा पानी बचे वो आक के पौधे के ऊपर डाल देना है. उसके बाद पौधे के सामने मुंह करके 3 बार आपको हिल हुल, हिल हुल, हिल हुल कहना है. यह सब करने के बाद बिना किसी से बात किये, और बिना पीछे मुड़े हुए आपको घर आ जाना है. अमल खत्म होने के 3 या 4 दिन बाद आपको पारी के आने का अहसास होने लग जायेगा.