Makan Khali Karwane Ki Dua

Makan Khali Karwane Ki Dua


Jab aap kisi ko apna makan ya ghar rent par dete hai. Aap kisi ki madad karte hai, aap sochte hai, ki kisi gareeb ko rahne ke liye makan mil jayega. Jaha wo apni achhe se guzara kar sakta hai. Lekin kuch saal baad kirayedar ke man me lalach aa jata hai. Agar aap apna makan khali karwane ki soch rhe hai, to aap bina deri kiye makan khali karwane ki dua ka istemal kare. Jab aap apna makan khali karne ko kahte hai, to wo makan khali nhi karta hai. Apke makan par kabza kar leta hai. Waha se jane ka naam tak nhi leta hai. Apko bahut galat bolta hai.

Koi bhi insan apna makan se nhi jana chahta hai. Kyoki usko usi makan me rahne ki aadat pad chuki hoti hai. Makan khali karwana koi asan kaam nhi hai. Kyoki jab aap kisi ko ghar se nikalne ko kahege, to wo gussa ho jata hai. Agar kiraydar ko ghar se bhagana chahte hai, to aap makan khali karwane ki dua jarur padhe. Iske asar se wo ek din ke andar apka makan khali kar dega.

Ghar khali karwane ki dua

Kabhi kabhi khud ka ghar rent par dena nuksandayak ho jata hai. Kiraydar ghar ke malik ban jate hai. Na to apko waqt par ghar ka rent dete hai. Aur nhi apka ghar khali karte hai. Ghar khali karwane ke liye bahut saari tarqeeb bhi azama li hai. Lekin kirayedar apka ghar khali karne ko tyar nhi hai. Ghar khali karwane par aap bahut pareshan ho chuke hai, to aap sirf apna ghar khali karwane ki dua padhe. Isha allah apke kiraydar apke samne ghar khali karta hua nazar aayega.

Apne kirayedar ko ghar khali karne ke liye kai baar bola ho. Kirayedar par gussa bhi kiya ho. Lekin wo ghar khali nhi kar rha hai. Apko ghar par wo kabza karna chahta hai. Uski niyat par paap bas gya hai. Wo haram khane ko bilkul tyar hai. Apke ghar ko wapis nhi kar rha hai. Dua se aap apna ghar wapis paa sakte hai. Dua ke asar se wo 5 din ke andar apka ghar khali karne ke liye tyar ho jayega.

Dukan khali karwane ka wazifa

Apke paas koi dukan khali ho. Aur apne socha hi ki khali duDukankan se kuch kamaya jaye, dukan khali karwane ka wazifa, to apne kisi ko dukan rent par de di. Kuch maheeno tak dukan wala apko time to time dukan ka rent deta rahta hai. Lekin kuch saal baad wo rent ke paise dene se piche hatne lag jata hai. Aise me aap usse dukan khali karne ko kahte hai. Aage se wo apke upar hi gussa ho jata hai. Apki dukan hadpne ko tyar ho jata hai.

  • Quran e maqds ke akhir para yani ki 30 pare ke andar surah lahb ke naam se hai.
  • Insha ki namaz ke baad apko so jana hai, raat 2 bhje utna hai. Aur wuzu karna hai.
  • Wuzu karne ke baad 2 rakat namaz nafal ada karni hai. Jis tarike se namza padhi jati hai.
  • Uske baad awal aur akhir me 11 martba durood sharif padhna hai.
  • Durood sharif padhne ke baad 141 martba surah lahab padhni hai.
  • Inta sab karne ke baad apna sar sajade me rakhna hai. Allah se dua karni hai, ki mera ghar, makan, dukan khali karwa do.
  • Insha allah subah hone se pahle apka ghar, makan, dukan kiraydar khali karke bhag jayega. Yeh wazifa sirf apne liye hi ki jati hai. Agar aap kisi aur ke liye yeh wazifa padhege to apki dua qabool nhi hogi. Islamic wazifa me itni taqat hai ki, jo shaks apki dukan khali nhi kar rha tha, wo apko bakaya kiraye ke paise aur dukan khali karke chala jayega.

Kirayedar ko nikane ki dua

Bahut sare log hums yeh sawal karte hai, ki kirayedar ke kabze se makan ya dukan kaise khali karwaye. Kab kisi insan ka iman badal jaye, iske baare me koi bhi nhi kah sakta hai. Aaj kal kisi bhi kiraye ke makan ya dukan par kirayedar ban kar rahna hai. Aur fir ussi par apna kabza kar lena ek aam baat ho gai hai.

Aise me yeh log paise de kar nikalne padte hai, ya fir aap bahut ki kam daam me aap dukan ya makan ko bej dete hai. Aise waqt me aap samjhdari se kaam le. Jab aisi pareshani aaye to usko usko dua ki madad se door kiya ja sakta hai. Ghar se Kirayedar ko nikalne ki dua padhe. Aur apna ghar bacha le.