Naraz Boyfriend Ko Manane Ki Dua

Naraz Boyfriend Ko Manane Ki Dua


Kya apka boyfriend apse naraz ya gussa hai? Kuch boyfriend aise hote hai, jinko baat baat par gussa aata hai. Wo chhoti chhoti baat ko lekar apni girlfriend se naraz ho jate hai. Kai dino se baat karne bhi band kar dete hai. Unke call ya massage ka reply tak nhi karte hai. Gussa bacho ki zid ki tarah hota hai. Jo kuch der ke liye hi rahta hai. Agar apka boyfriend baat nhi karna chahta hai, to aap naraz boyfriend ko manane ki dua aur wazifa padh sakte hai. Aur naraz boyfriend ko mana sakte hai.

Gf apne naraz Bf ko manane ke liye bahut saari khoshish karti hai. Hum apko bata de ki jaha narazgi hoti hai, wo besumar mohabbat bhi hoti hai. Lekin jab koi shaks apse naraz hota hai, to bahut akela mahsoos karta hai. Aise waqt me uss shaks ka sath dena bahut jaruri hai.Hindu log aksar kisi ko manane ke liye mantra ya totke ka istemal karte hai. Aur muslim kisi naraz insan ko manane ke liye allah se dua aur wazifa padhte hai. Totke aur dua me dono ka asar boyfriend ka ek jaisa hi hota hai.

Ruthe ya Naraz Boyfriend Ko Manane Ki Dua

Kya apka boyfriend bahut dino se apse baat nhi kar rha hai? Jab boyfriend apse naraz ya gussa hota hai, to usme kahi na kahi apki bhi galati hoti hai. Apne boyfriend ko manane ke liye bahut khoshish bhi kar chuke hai. Lekin wo apki baat sunne ke liye tyar nhi hai. Kisi ruthe ya naraz insan ko manane ka sabse achha tarika yeh hai, ki uss insan ki narazi ya gussa hone ki wajah ka pata lagaye.

Ruthe ya Naraz Boyfriend Ko Manane Ki Dua

Jab love relation achha ho. Ladki ki kuch galati ki wajah se ladka ruth ya naraz ho jata hai. Galati agar badi ho, to dono ka breakup bhi ho sakta hai. Ruthe ya naraz boyfriend ko ladki bahut jaldi mana leti hai. Lekin jab girlfriend naraz hoti hai, to usko manane ke liye taqatwar dua ka istemal karna padta hai. Jab apse koi galati ho jati hai, to wo shaks apko sabse pahle call ya whatsapp par block kar dega. Kyoki gussa sabse pahle call ya whatsapp par hi nikala jata hai.

Quran me apno ko manane ke liye dua batai gai hai. Dua padhne ke baad aap ruthe huye insan ko hassa sakte ho. Agar apko boyfriend ko manane ki dua maloom nhi hai. To aap humse dua ke bare me puch sakte hai. Dua ka asar tab jyada hota hai, jab boyfriend apse naraz ho jata hai. Yeh dua biwi apne ruthe ya naraz shohar ko khush karne ke liye bhi padh sakti hai. Bahan apne bhai ke gusse ko khatam karne ke liye padh sakti hai.

Naraz Ko Razi Karne ki Dua

Ladko se jyada aksar ladkiyan jyada nazar aur gussa hoti hai. Jab patni ki kisi baat ko lekar pati naraz ho jata hai, to patni usko razi karne khoshish karti hai. Kabi insan ka bura waqt aisa aata hai, uss waqt me apko samjhna bhi bahut muskil ho jata hai. Agar jane anjane me biwi se galti ho jati hai, shohar ka gussa khatam karna, uske baad shohar ko uski galati ka jaise hi pata chalta hai, to wo naraz ho jata hai. Biwi ke sorry kahne se bhi shohar razi nhi hota hai. Isliye apko naraz ko razi karne ki dua aur wazifa padhni hi padegi.

Naraz Ko Razi Karne ki Dua

Kya apka jeevan sathi apse naraz ho gya hai? Kya apse koi galati ya galatfahmiyon ki wajah se koi apse gussa ho gya hai. Aur apne apni galti ko bhi maan liya hai. Usko sorry bol kar thak gye ho. Lekin wo apko maaf karne ko tyar nhi hai. Aur apse rishta khatam karne ki baat bhi kah di ho. Aise me aap bahut preshan rahne lag jate hai. Iss preshani se nijat pane ke liye apko kuch nhi karna hai. Bas apko molvi ji se dua leni hai.

Boyfriend Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Boyfriend gussa tab hota hai, jab apse koi galati ho jati hai. Apko apni galati ka ahsas bhi hota hai, ki jane anjane me apse galati hui hai. Aap apne boyfriend ko samjhne ki khoshish karte hai. Lekin wo samjhne ko tyar nhi hota hai. Agar aap usse milne ke liye ya baat karne ke liye bolte ho, tab bhi apka boyfriend apko ignore kar deta hai. Aise me agar aap muslim ho, to boyfriend ka gussa khatam karne ka wazifa ka istemal kar sakti hai. Islamic wazifa me itni taqat hai ki apka boyfriend apse baat karne ke liye tadap lag jayega.

Kuch ladke bahut chalak hote hai. Jab unka relationship se man pakk jata hai, to wo saari galatiyan apni girlfriend par nikalne lag jata hai. Usko galat sabit karne me lag jata hai. Chale ladki ne koi galati na ki ho. Agar apne bahut chhoti si galati ki, aur ladke ko apse door jane ka bahana mil gya hai. Aise waqt me aap usko manane ki koi bhi dua ya wazifa padh lo. Wo apki baat nhi manega. Kyoki usne pahle se hi apse breakup karne ke bare me soch rakha tha. Bas usko to koi moka milna tha ki aap koi galati karo. Aur breakup karne ka saara kasoor apka ho.